Blogger Kya Hai ?
1. Easy Interface
Blogger ka user Interface Kafi simple hai, blogger ke New user ko ise samajhne me zyada waqt nahi lagta. Blogger ki sari settings bhot hi simple tarike me aapko saamne Dashboard par hi mil jayengi, Blogger main bhot zyada customisation ke option nhi hote is liye iska interface bhot hi simple hai.
Hal hi main Blogger ka new interface aaya hain jo ki new users ko samjne main kafi aassan hai
2. Free of Cost
Blogger par website banana bilkul free hai, Lekin Free hone ke baad bhi aapka website bhot hi fast, Responsive, and SSL Secure hota hai. aapko website host karne ke liye Unlimited Storage And Bandwidth milta hai. Aap easily apna Top Level Domain connect kar sakte hainApne Blogger se jisse aapka website Subdomain ke bajaye aapke top level domain par khulega.
e.g agar aap blogger pr apni free main website banana chahte hain to uske liye aap blogger ke free subdomain blogspot.com k sath ja sakte hain jaisa ki
xyz.blogspot.com
lakin agar aap apni website top level domain ke sath banana chahte hain to uske liye aapko top level domain kharidna padta hai e.g .com, .in, .org e.t.c
top level domain lene ke bad blogger main custom domain add krna padta hain jiske bad aapki website top level domain par khulegi jaisa ki
xyz.com
3. Earn Money
Blogger Blog se aap Easily Earning kar sakte hain. Adsense easily approve ho jaata hai blogger website ke upar kyon ki Blogger and Adsense dono Google ki hi service hai. App agar poori imandari se blogger par 15 din mehnat karte hain to aap aapka Adsense account approve ho jayega. kuch log specially blogger par website Adsense approve karwane ke liye hi banate hain. jis wajh se unka adsence to approve ho jata hai pr ernings nahi ho pati kyon ki vo log kam time main jada paisa kamana chahte hain jis wajh se bad main unka adsence website par quality content na hone ki wjah se ban ho jata hai.
4.Good Quality Content
Blogger se earn krne ke liye aapko good quality content dalna padta hai jo ki aapke visiters ko value de jis se aapka traffic increse hota hai or earning jada hone k chance badh jate hain.
good quality content hone ke sath sath aapke website ka connteent unique bhi hona hona chahiye jis se google pr rank krne main kafi aassani hoti hi or adsence approvel bhi jaldi milta hai agarr aapki website par koi duplicate ya copy paste content paya jata hai to google use ban kr deta hai. isliye apni website ho google pr rank karwane ke liye aapko hamesha hi good quality ka content dalna chahiye jo kafi uniqe bhi ho jisse aapkpi ranking jadi hoti hai or adsence aapprovel jaldi milta hai
5. Fast and Secure
Blogger par Unlimited Storage And Bandwidth milta hai isliye blogger par bani website kafi fast hoti hain. chunki Blogger direct aapke Google account se linked hota hai. Is liye ye tabtak safe hai jabtak aapka Google account safe hai. Humesha apne google account me 2-Step Verification laga kar rakhen.taki koi bhi aapki website ka data ya aapke gmail i,d se related data na chura sake
conclusion:
Beginners ke liye Blogger ek best option hai blogging start karne ke liye. Blogger ki services bilkul free h.Blogger par website banana bilkul free hai webite bana kar Blogger Blog se aap Easily Earning kar sakte hain. Adsense easily approve ho jaata hai Blogger se earn krne ke liye aapko good quality content dalna padta hai jo ki aapke visiters ko value de jis se aapka traffic increse hota hai or earning jada hone k chance badh jate hain. ye kafi fast and secure hai.
yadi aap apna blog free main start karna chahte hain to aap blogger ke sath ja sakte hain
0 Comments
plese do not enter any spam link in the comment box